12 Iconic Dialogues From Chak De India We Loved!

   

One of Bollywood’s best sports film, Chak De India that celebrates patriotism, sports and feminism in a powerful story. With powerful performances, motivating songs and an engaging script, the movie and dialogues from Chak De India were loved by the audiences.

   

While becoming a massive commercial hit on the box office, Chak De India also had significant cultural impact. While the movie showed how sports like Hockey remain neglected in India, the title track became the sports anthem of India during several iconic tournaments including the 2011 Cricket World Cup.

We bring you some of the best dialogues from Chak De India.

1. Mujhe states ke naam na sunai dete hai na dikhai dete hai…Sirf ek mulk ka naam sunai deta hai: I-N-D-I-A!

2. Maine kaha tha na, team banane ke liye taakat nahi … niyat chahiye

3. Vaar karna hai toh samne waale ke goal par nahi … Samne waale ke dimag par karo … Goal khud-ba-khud ho jayega

4. Pehli baar kisi gore ko India ka tiranga leharate hue dekh raha hoon…

5. Jo nahin ho sakta… Wahi toh karna hai!

6. Apne hi desh mein mehmaan bankar koi khush kaise ho sakta hai…

   

7. Har team mein sirf ek hi gunda ho saktha hai …aur is team ka gunda mein hoon

8. Chaandi ko sone mein badalne ki koshish kar raha hoon…

9. Is team ko sirf woh players chaiye jo pehle India ke liye khel rahe hain, India… phir apni team mein apne saathiyon ke liye…
Aur uske baad bhi agar thodi bahut jaan bach jaye toh apne liye…state government ki naukri ya railway flat ke liye nahin.

10. Marr ke aayenge … lekin haar ke nahi aayenge

11. Sattar minute, sattar minute hai tumhare paas…shayad tumhari zindagi ke sabse khaas sattar minute…aaj tum achcha khelo ya bura, yeh sattar minute tumhe zindagi bhar yaad rahenge …
Toh kaise khelna hai aaj main tumhe nahi bataonga …bas itna kahoonga ke jao aur yeh sattar minute jee bharkar khel lo…kyun ki iske baad aane waali zindagi mein, chahe kuch sahi ho ya na ho, chahe kuch rahe ya na rahe, tum haaro ya jeeto…lekin yeh sattar minute tumse koi nahi cheen sakta, koi nahi…
Toh maine socha ki is match mein kaise khelna hai aaj main tumhe nahi bataonga, balki tum mujhe bataoge khel kar…kyun ki main jaanta hoon ki agar yeh sattar minute is team ka har player apni zindagi ki sabse badiya hockey khel gaya…toh yeh sattar minute khuda bhi tumse vapas nahi maang sakta…
Toh jao, jao aur apne aap se, is zindagi se, apne khuda se aur har us insaan se jisne tumhe tum par bharosa nahi kiya apne sattar minute cheen lo.

12. Vaar karna hai to mardo ki tarah aage se karo… Woh kya hai ki humari team me chakke nahi hote!

Chake De India won a national award for Best Popular Film Providing Wholesome Entertainment and 5 Filmfares including Critics Best Film and  Best Actor (Shah Rukh Khan).

Which of these dialogues from Chak De India is your favorite?

You might also like
 
buy metronidazole online