8 Dialogues From Highway About The Journey Of Life

   

When it comes to creating new age cinema for the millennials and today’s generation, Imtiaz Ali has been at the forefront. Highway is another coming of age Indian road trip from this ace director. The script, songs, performances and dialogues from Highway have been loved by the movie lovers.

   

Starring Randeep Hooda and Alia Bhatt, Highway is the story of Veera Tripathi – a shy and timid girl from Delhi who suddenly discovers herself and enjoys freedom after being kidnapped by Mahabir Bhati and his accomplices. As the kidnappers move her from one location to another in the Mountains of Northern India, she starts enjoying her life and shares a special bond with Mahabir. Highway is a movie that will inspire you to travel, explore and enjoy life the way you want.

We bring you 10 best dialogues from Highway

1. Jahan se tum mujhe laaye ho, mein wahan wapas nahi jaana chahti.
Jahan bhi le ja rahe ho, wahan pahunchna nahi chahti.
Par yeh raasta, yehbahut accha hai.
Mein chahti hoon ki yeh raasta kabhi khatam na ho.

2. Kaisi kaisi jagaein hain iss country mein!

3. Mai humesha kehti thi na, ki mai bhaag jaungi yahan se, mujhe sheher mein nahi rehna. Sab kehte hai, bhaagta koi nai hai, shayad mai bhi nai bhaagti, agar Mahabir mujhe kidnap karke nai le gaya hota. Mai jaa chuki hoon, abhi mai wapas nahi aa sakti.

4. No, I will not be sensible. I am stupid and I will remain stupid.

   

5. Aaj chocolate nahi laye Shukla Taya Ji? Kaha denge? Yahan ya bathroom mein? Yaad nahi aa raha? Mein yaad karati hoon. Meri princess, duniya ki sabse khoobsurat ladki hai meri bacchi. Yaad aaya? Apne haath se mera Muh daba kar band kar dete the, taki meri cheekh bahar naa nikale. Jo mein chillati thi, jo mein uss pain mein cheekhti thi, vo bahar naa nikale, koi sunn na ley, issliye jor se dabate the, Shhhh. Bathroom mein, baar baar, naal chala kar cheekhti thi, magar voh haath tha na muh ke upar, daab gayi cheekh. Kisi ne nahi suni.

6. Veera: Ek Goli mein aadmi khatam ho jaata hai na…
Mahabir: Do Aadmi. Jispe chala hai aur jo chala raha hai…

7. Ajeeb baat hai, kidnap ho gayi, par waha aazaad thi, aur yahan jail mei.

8. Yeh Duniya jahaan kya Sach hai, kya jhooth… kucch pata nahi… sab confusion hai yahaan. Toh mujhe nahi hona hai sensible, mein bewakoof hoon, mein kharab hoon,magar mein aap logon mainse ek nai hoon.

Which of these dialogues from Highway was the most heart warming?

You might also like
 
buy metronidazole online