20 Best Rahat Indori Shayaris For Some Laugh, Inspiration & Reflection

   

A renowned lyricist and Urdu poet, Rahat Indori is one of the most famous personalities in pop-culture and contemporary literature today. While he has been penning lyrics for Bollywood songs for over 25 years now, Rahat Indori shayaris have also found a special place in the hearts of audiences from India and all across the world in recent years. His shayaris have gone hand to hand with political movements, pop-culture and even inspired several memes recently.

   

While most of the Rahat Indori Shayaris about love and romance have been popular amongst enthusiasts for a long time now, his recent work spans around events in current affairs. Some of his works went viral on social media especially during the anti-CAA protests and the 2020 Delhi riots recently.

We bring you some of the best Rahat Indori shayaris you would absolutely love reading.

1. Ae Zameen ek roz teri khaak mein kho jayenge, so jayenge
Mar ke bhi rishta nahi tutega Hindustan se, Imaan se. 

2. Kabhi dimaag, kabhi dil, kabhi nazar mein raho
Yeh sav tumhare hi ghar hain, kisi bhi ghar mein raho

3. Bahut guroor hai dariya ko apne honey par
Jo meri pyaas se uljhe toh dhajjiyaan udh jaayein

4. Roz taaron ko numaish mein khalal padta hai
Chand paagal hai, andhere mein nikal padta hai

5. Beemar ko maraz ki dawa deni chahiye,
Mein peena chahta hoon, pila deni chahiye. 

6. Aankh mein paani rakho, hoonton pe chingari rakho
Zinda rehna hai toh, tarkeebein bahut saari rakho

7. Gulaab, khwab, dawa, zeher, jaam kya kya hai
Mein aa gaya hoon, bata intezaam kya kya hai

8. Sabhi ka khoon shaamil hai yahaan ki mitti mein
Kisi ke baap ka hindustan thodi hai

This shayari from Rahat Indori became quote popular during the Anti-CAA protests in India in late 2019 and early 2020.

9. Hum se pehle bhi musafir kai gujrein honge
Kam se kam raah ke pathar toh hatatey jaatey

10. Hum apni jaan ke dushman ko jaan kehte hain
Mohabbat ki isi mitti ko Hindustan kehte hain

   

11. Aag ka kya hai, pal do pal mein lagti hai
Bujhte Bujhte ek zamana lagta hai

12. Mein jab marr jaun to meri alag pehchan likh dena
Lahu se meri peshani pe Hindustan likh dena 

13. Raaz jo kucch hi ishaaron mein bata bhi dena
Haath jab usse milana toh daba bhi dena

14. Phoolon ki dukaanein kholo
Khusboo ka vyaapar karo
Ishq khata hai, toh ye khata
ek baar nahi,,,sau baar karo

15. Zinda rehne ka tasavvur bhi khayaali ho gaya
ik tere jaane se saara seher khaali ho gaya

16. Mein jaanta hoon ki dushman bhi kam nahi hai
Lekin hamari tarah haath pe jaan thodi hai

17. Kisne dastak di, yeh dil par, kaun hai?
Aap to andar hain, Bahar kaun hai?

18. Bulaati hai magar jaaney ka nahi
Yeh duniya hai, idhar jaane ka nahi
Mere beti kisi se ishq kar
Magar hadh se guzar jaane ka nahi

This Rahat Indori shayari and esp the line, ‘Bulaat hai magar jaane ka nahi’ has inspired several memes, Tik Tok Videos and creative renditions on the internet recently.

19. Ek hukumat hai jo inaam bhi de sakti hai
Ek Kalandar hai jo inkaar bhi kar sakta hai

20. Do gaz zameen sahi meri milkiyat toh hai
Ae Maut tuney mujhko zamindaar kar diya

Rahat Indori is undoubtedly a writer who can weave magic with his words and arouse emotions. Which of these Rahat Indori shayaris are your favorites?

You might also like
 
buy metronidazole online