10 Memorable Chhichhore dialogues We Will Always Remember

   

Chhichhore is a movie we will all remember as one of the last movies starring Sushant Singh Rajput. The movie and its message becomes even more relevant after the unfortunate death of Sushant Singh. Chhichhore Dialogues also give us important life lessons and a dose of inspiration!

Also read: 12 Quotes From Sushant Singh Rajput We’ll Always Remember

Here we go with a list of the 10 best Chhichhore dialogues we will always remember.

1. Tumhara result decide nahi karta hai ki tum loser ho ki nahi… Tumhari koshish decide karti hai!

2. Success ke baad ka plan sabke paas hai …lekin agar galti se fail ho gaye…toh failure se kaise deal karna hai…Koi baat hi nahi karna chahta

3. Pata nahi kya jaadu hai college life mein…Jahan anjaane milte hai aur dost ban jaate hai…Zindagi bhar ke liye… aur aise waise dost nahi…kutte dost

4. Hum haar jeet, success failure mein itna ulajh gaye hai…ki zindagi jeena bhool gaye hai…Zindagi mein agar kuch sabse zyada important hai…toh woh hai khud zindagi

5. Sacche dost wohi hotey hain…jo achhe waqt mein aapki bajate hai…aur jab mushkil waqt aata hai toh wohi chhichhore aapke darwaze par khade nazar aate hai.

   

6. Doosron se haarke loser kehlane se kahin zyada bura hai…khud se haarke loser kehlana.

7. Kya ukhaad lega hostel change karke, ache room mein reh lega, acha khana kha lega lekin raat ko tera bunty toh teri chaddi mein hi soyega

8. Yeh kaam bhi kitni chalu cheez hai na…jab kaam ko time chahiye hota hai toh family adjust karti hai na…aur jab family ko time chahiye toh kaam ko toh adjust karna padega

9. I am a failure mera kuchh nhi ho sakta… But we forgot success doesn’t come at once

10. Dost jinke sath hum haste hai, rote hai Par zindgi jeena sikhte hai.

Which of these Chhichhore dialogues s your favorite?

You might also like
 
buy metronidazole online