15 Jaun Elia Shayaris That’ll Simply Touch Your Heart!

   

Born in Amroha, Uttar Pradesh in British India, Jaun Elia is an Urdu poet who migrated to Pakistan after partition. Considered to be one of the most popular pre-partition Urdu poets in South Asia, he only published his first collection of poems at the age of 60, even though he began writing at the age of 8. His work is known to have a sense of longing, separation and melancholy. He was an anarchist and a communist, and a sense of class consciousness can be felt in his poems. With that, we bring you 15 Jaun Elia Shayaris that’ll touch your heart!

   

1. Apne sab yaar kaam kar rahe hain 

Aur hum hain ki naam kar rahe hain 

2. Uss gali ne ye sun ke sabar kiya 

Jaane wale yahan ke the hi nahi. 

3. Ek hi toh havas rahi hai humein 

Apni haalat tabah ki jaaye. 

4. Kya takalluf hai yeh kehne mein 

Jo bhi khush hai hum usse jalte hain 

5. Kaam ki baat maine ki hi nahi, 

Yeh mera taur-e-zindagi hi nahi. 

6. Kitne aish se rehte honge kitne itraate honge, 

Jaane kaise log woh honge jo usko bhaate honge.

7. Kharch chalega ab mera kiske hissab se bhala,

sabke liye bahut hoon main par apne liye zara nahi. 

Also read: 18 Amrita Pritam Quotes About Life, Love, Sadness & Freedom before you move on to the rest of these Jaun Elia Shayaris!

   

8. Jama humne kiya hai gham dil mein

Iska ab sood khaate jaayenge. 

9. Zindagi kis tarah basar hogi, 

Dil nahi lag raha mohabbat mein.

10. Jo guzaari na ja saki hum se 

Humne woh zindagi guzaari hai. 

11. ‘Jaun’ duniya ki chaakri kar ke, 

tune dil ki woh naukri kya ki?

12. Nahin duniya ko jab parwaah humari, 

toh phir duniya ki parwaah kyun karein hum?

13. Kaise kahein ki tujhko bhi humse hai waasta koi

Tune toh humse aaj tak koi gila nahi kiya.

 

.

14. Yeh mujhe chain kyun nahi padta, 

Ek hi shaqs tha jahaan mein kya? 

15. Bahut nazdeek aati jaa rahi ho 

Bichhadne ka iraada kar liya kya?

Did you like our collection of Jaun Elia shayaris? Comment below to tell us your favourite one!

You might also like
 
buy metronidazole online