10 Bajirao Mastani Dialogues About Love, Pride & Patriotism

   

One of the most memorable movies from Sanjay Leela Bhansali, Bajirao Mastani is a visual extravaganza with marvelous sets, great cinematography, beautiful music. Starring Ranbir Singh and Deepika Padukone, Bajirao Mastani dialogues were powerful and hard-hitting.

   

Also read: 25 Best Dialogues From Goliyon Ki Raasleela Ram-Leela

We bring you some of the most memorable and best Bajirao Mastani dialogues.

1. Putra agar pita ki paghdi pehan Ie toh usmein pita ki buddhi toh nahi aa jaati…
Chandan ke vruksh ko bhi sugandh dine ke liye ek umacki avashakta hoti hai – Bajirao

2. Adhoori Mulaqat hi toh phir se milne ka vaada hota hai. – Mastani

3. Tujhe yaad kar liya aayar ki tarah…Ab tera zikr hoga ibadat ki tarah – Mastani

3. Apni dharti apna raaj…Chhatrapati Shivaji ka ek hi Sapna…Hindu Swaraj – Bajirao

4. Bajirao ki raftaar hi Bajirao ki pehchaan hai – Bajirao

5. Kiski talvar par sar rakhon yeh bata do mujhe…Ishq karna agar khata hai toh saza do mujhe – Mastani

6. Bajirai ne Mastani se mohabbat ki hai…Ayyashi nahi – Bajirao

   

7. Cheete ki chaal, baaz ki nazar aur bajirao ki talvaar par sandeh nahi karte. Kabhi bhi maat de sakti hain. – Bajirao

8. Har yudh ka nateeja talwaron se nahi hota…Talwar se zyada dhaar chalane waale ki soch mein honi chahiye – Bajirao

9. Lagaam dikhti nahi par zubaan par honi chahiye…Samajhla – Bajirao

10. Yeh sach hai ki har dharam ne ek rang ko chun liya hai, par rang ka toh koi dharam nahi hota.
Haan kabhi kabhi insaan ka mann kaala zaroor ho jaata hai joh usse rang mein bhi dharam dikhai deta hai – Mastani

11. Marathon ke paas dushman jitni daulat ho na ho…Yudh mein bahane ke liye khoon kayi zyada hai – Bajirao

12. Maratha sultanat mein agar Chhatrapati Shivaji aur Shamburaje ke baad koi hai, toh woh sirf Baji hi Baji hai…baaki toh sab bajhi hai – Bajirao

13. Heere mein heera ho toh usse kehte hai Kohinoor…Rao ka naam lete hi Kashi ke chehre pe aata hai noor – Kashibai

14. Ishq, Jo Toofani Dariya Se Bagawat Kar Jaye, Wo Ishq ; Bhare Darbaar Me Jo Duniya Se Lad Jaye, Wo Ishq ; Jo Mehboob Ko Dekhe Toh Khuda Ko Bhul Jaye, Wo Ishq – Mastani

Also read: 25 Best Bollywood Romantic Movies Of Recent Times

Which of these Bajirao Mastani dialogues is your favorite?

You might also like
 
buy metronidazole online