15 Best Dialogues of Amrish Puri To Remember Him By!

   

Find me a more iconic Bollywood baddie than Amrish Puri, I’ll wait. I know, nobody comes to mind, right? Throughout the 80s and 90s, Amrish Puri was pretty much a staple in the average masala Hindi movie. While audiences remember him as the villainous, but weirdly fashionable villain from Mr. India and the grumpy ol’ dad from Dilwale Dulhaniya Le Jaayenge, towards the end of his career, Puri appeared in many affable roles. Sadly, the actor died in early 2005, leaving behind a remarkable void in Bollywood. Here are some of the best dialogues of Amrish Puri to jog you through the memory lanes:

   

Also check out: 39 Most Badass Bollywood Dialogues Of All Time

1. Jaa Simran jaa, jee le apni zindagi!

Jaa Simran jaa, jee le apni zindagi! – Dilwale Dulhaniya Le Jaayenge

2. Mogambo khush hua!

Mogambo khush hua! – Mr. India

3. Koi bhi jhooth itna mahaan nahi hota ki jiske saamne sar jhukaya jaaye – Jhooth Bole Kauwa Kaate (1998)

4. Thappad tumhare munh par pada hai, aur nishaan mere gaal par chappe hai. – Vishwatma

5.Upar wala wrong ho sakta hai magar Dong kabhi wrong nahi hota. – Tahalka 

6. Ye Daulat bhi kya cheez hai, jiske paas jitni bhi aati hai, kam hi lagti hai – Deewana

7. Business mein laga hua rupaiya … saanp ke daanto mein phase hue mendhak ki tarah hota hai – Shahenshah

   

8. Ghaas aur dushmani kahin bhi aur kabhi bhi pehda ho sakte hai – Shahenshah

9. Aadmi ke pass dimag ho na … toh woh apna dard bhi bech sakta hai – Aitraaz

10. Zarooraton ne par kaat diye hai … roti paon ki zanjeer ban gayi hai – Dilwale Dulhaniya Le Jaayenge

11. Yeh adaalat hai, koi mandir ya dargah nahi jahan mannatein aur muraadein poori hoti hai … yahan dhoop batti aur narayal nahi … balki thos saboot aur gawah pesh kiye jaate hai – Damini

12. Amrica mein pyar ka matlab hai len den … lekin Hindustan mein pyar ka matlab hai sirf dena, dena, dena – Pardes

13. Har aadmi ka kuch na kuch daam hota hai … daam dedo, aadmi tumhara – Mashaal

14. Tabaadlo se ilaake badalte hai … iraade nahi – Garv

15. Galati ek baar hoti hai, do baar hoti hai … lekin teesri baar iraada hota hai – Ilaaka

Did you like our compilation of the best dialogues of Amrish Puri? Comment below to tell us your favourite one!

You might also like
 
buy metronidazole online