25 Best Shayaris From Bollywood About Love, Life, Friendship and More!
Probably one of the most interesting aspects that seems to separate Bollywood from other film industries is its tendency to romanticize every damn thing. Trust a Bollywood hero to speak in verses even when his throat is brimming with alcohol and his heart with despair. But then again, more often than not, Bollywood movies are meant to be larger than life – thus giving us a chance to let go of reality, even if it’s only for a hour or two. Thanks to this, one can find many a poetic dialogue in Bollywood movies, and with this article, we bring you the best Shayaris from Bollywood – about love, life, friendship, and more!
Also read: 20 Romantic Bollywood Shayaris You Can Use To Woo Your Crush!
1. Jeene ke liye, socha hi nahi, dard sambhaalne honge. Muskuraaye toh, muskuraane ke, karz utaarne honge.
2. Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai, ki zindagi tumhare zulfo ki nam chhanv mein guzarne paati…
3. Khusrau darya prem ka, ulti wa ki dhaar, jo utra so doob gaya, jo dooba so paar.
4. Aap humrin bhool jao humein koi gham nahi, jis din humne aapko bhula diya, samajh lijiyega is duniya mein hum nahi.
5. Aap bhi itna samajh le mujhko samajhne ke baad, aadmi majboor ho jaata hai dil aane ke baad.
6. Maut tu ek kavita hai. Mujhse ek kavita ka vaada hai milegi mujhko…
7. Humse door jaoge kaise, dil se humein bhulaoge kaise, hum woh khushboo hain jo saanson mein baste hain, khud ki saanson ko rok paaoge kaise.
8. Bande hain hum uske, hum pe kiska zor… ummeedon ke suraj, nikle chaaron ore.
9. Aag Suraj mein hoti hai, jalna zameen ko padta hai… Mohabbat nigaahein karti hain, tadapna dil ko padta hai.
10. Woh kehte hain yeh tera desh nahi, phir kyun mere desh jaisa lagta hai… woh kehta hai main us sa nahi, phir kyun mujh jaisa woh lagta hai…
11. Kaun kambakht bardaasht karne ko peeta hai… hum toh peete hain ki yahan par baith sakein, tumhe dekh sakein, tumhe bardaasht kar sakein.
12. Har ishq ka ek waqt hota hai… woh humara waqt nahi tha… par iska ye matlab nahi ki woh ishq nahi tha.
13. Humse door jaaoge kaise, dil se humein bhulaaoge kaise?
14. Dil ke chhalon ko koi shayari kahe toh parwah nahi, takleef toh tab hoti hai jab koi wah wah wah karta hai!
15. Tu kisi rail si guzarti hai, main kisi pul sa thartharaata hoon.
16. Tujhe yaad kar liya hai aayat ki tarah, ab tera zikr hoga ibadat ki tarah.
17. Koi pyaar kare toh tumse kare, tum jaise ho waise kare!
18. Itni shiddat se maine tumhe paane ki koshish ki hai, ki har zarre ne mujhe tumse milaane ki saazish ki hai.
19. Main aur meri tanhaai aksar ye baatein karti hain, tum hoti toh kaisa hota, tum ye kahti, tum woh kahti. Tum iss baat pe hairaan hoti, tum uss baat pe kitni hasti…
20. Kehte hain agar kisi cheez ko dil se chaaho toh puri kayanaat usse tumse milaane ki koshish mein lag jaati hai.
21. Ab bhi jiska khoon na khaula, khoon nahi woh paani hai, jo desh ke kaam na aaye woh bekaar jawaani hai…
22. Humko mita sake zamaane mein dum nahi, humse hai zamana, zamaane se hum nahi.
23. Aaj itni bhi maisir nahi maikhaane mein, jitni hum chhod diya karte the paimaane mein.
24. Jis mehfil ne thukraya humko, kyun uss mehfil ko yaad karein, aage lamhe bula rahe hain, aao unke saath chalein.
25. Taqdeerein badal jaati hai, zamana badal jaata hai, mulkon ki tarikh badal jaati hai…
26. Dil aakhir tu kyun rota hai, duniya mein yunhi toh hota hai…
Did you like our list of the best shayaris from Bollywood? Comment below to let us know your favourite one!