14 Epic Dialogues From Devdas That Makes It A Classic

   

Almost 18 years later after its release, Devdas continues to be the most iconic and memorable work of SRK, Aishwarya, Madhuri Dixit and Sanjay Leela Bhansali. A cinematic extravaganza with artistically designed sets, beautiful cinematography, amazing costumes and powerful performances, Devdas was indeed one of the most iconic movies of the new century. Besides its artwork and acting performances, dialogues from Devdas also received appreciation from all quarters.

   

Let’s have a look at some of the epic dialogues from Devdas.

1. Babuji ne kaha gaon chhod do… sab ne kaha Paro ko chhod do… Paro ne kaha sharab chhod do… aaj tumne keh diya haweli chhod do … ek din aayega jab woh kahenge, duniya hi chhod do

2. Kaun kambakht bardaasht karne ko peeta hai … hum toh peete hai ki yahan par baith sake, tumhe dekh sake, tumhe bardaasht kar sake

3. Pyar ka karobaar toh bahut baar kiya hai… magar pyar sirf ek baar

4. Ek baat hoti thi tab tum bahut yaad aati thi… jab jab main saans leta tha tab tab

5. Aurat maa hoti hai, bahen hoti hai, patni hoti hai, dost hoti hai … aur jab woh kuch nahi hoti, toh tawaif hoti hai

6. Dil ke chaalon ko koi shayari kahe toh parwah nahi … takleef toh tab hoti hai jab koi wah wah wah karta hai

7. Apne hisse ki zindagi toh hum jee chuke Chunni babu, ab toh bus dhadkano ka lihaaz karte hai … kya kahen yeh duniya waalo ko joh, aakhri saans par bhi aitraaz karte hai

   

8. Yun nazar ki baat ki aur dil chura gaye … hum toh samjhe the bud, aap toh dhadkan suna gaye

9. Pyaar aatma ki parchhai hai Ishq ishwar ki ibadat aur Mohabbat zindagi ka maksad

10. Jiss waqt tumhare saath hoti hoon, Us waqt badnaami ka bhi darr nahi lagta

11. Har Dukh Aane Wale Sukh Ki Chithi Hoti Hai..Aur Har Nuksaan Hone Wale Faiyde Ka Ishara

12. Chalo phir dhund laye hum ussi masoom bachpan ko, Jahan sapna sajaya tha, jaha bachapan bitaya tha, jaha pedo ke saye me gharonda ek banaya tha

13. Dus saal pehle tumhare naam ka diya jalaya tha maine. aur usse aaj tak bhujne nahin diya

14. Jahan ‘kh’ se khush hokar jeena chahiye wahan ‘kh’ se itne khamosh baithe ho…arre ‘kh’ se itne khoye khoye ho…ki pata hi nahi chalta ki aap ghar pe ho

The dialogues from Devdas are also some of the best and most popular ones in Bollywood.

Did you know that TIME magazine had named Devdas as the best movie of 2002 amongst all the movies released worldwide in 2002. It was also recently included in the top 10 movies of the millennium by the TIME Magazine recently. Besides, Devdas also won 5 national records and 11 Filmfares. A movie that’s definitely Bollywood at its best!

You might also like
 
buy metronidazole online