16 Dialogues From Mohabbatein Still Afresh In Our Minds

   

One of the flagship and iconic movies from Yash Raj, Mohabbatein is a beautiful movie of parallel love stories between three couples while taking us into a flashback into another tragic romantic tale of Aishwarya Rai and SRK. While the movie’s story, performance and screenplay was lauded, dialogues from Mohabbatein have also become popular amongst the audiences.

   

Also read: 10 Iconic DDLJ Dialogues That Redefines Love & Relationships

We bring you some of the best dialogues from Mohabbatein about love and romance

1. Main aaj bhi usse utni hi Mohabbat karta hoon … Aur is liye nahi ki koi aur nahi mili … Par is liye ki usse mohabbat karne se fursat hi nahi milti

2. Izzat darr se nahi… Mohabbat se jeeti jaati hai

3. Mohabbat mein shartein nahi hoti… Toh afsoos bhi nahi hona chahiye

4. Mohabbat bhi Zindagi ki tarah hoti hai…Har mod aasaan nahi hota, Har mod par khushi nahi hoti… Par jab hum Zindagi ka saath nahi chhodte…Phir Mohabbat ka saath kyun chhodein?

5. Zindagi pyar dene aur pyar lene ka naam hai… Aur kuch nahi…

6. Zindagi pyar dene aur pyar lene ka naam hai… Aur kuch nahi…

7. Maine aaj tak sirf ek hi ladki se Mohabbat ki hai… Aur Zindagi bhar sirf us hi se karta rahoonga…

8. Mohabbat bahut khoobsurat hoti hai … Toh kya hua agar woh apne saath thoda sa dard laati hai.

   

9. Mohabbat aur sangeet ka bahut gehra rishta hai… kyun ki dono ka janam dil se hota hai… Aur dono ki kismat bhi dil ke kehne par nirbhar hai

10. Aap zindagi ki har jung jeette chale aaye… Par zindagi ke saare sahare haarte chale gaye.

11. Main yahan par surya ki roshni itni tezz kar doonga ki woh aadmi joh pachaas saalon se surya ko ghoorta aa raha hai …usse bhi apni palkein jhukani hogi.

12. Main yahan par surya ki roshni itni tezz kar doonga ki woh aadmi joh pachaas saalon se surya ko ghoorta aa raha hai …usse bhi apni palkein jhukani hogi.

13. Kuch rishton ki taqdeer sirf dosti tak hi likhi hoti hai…

14. Duniya mein kitni hai nafratein…Phir bhi dilon mein hai chahatein… Jao kehdo is jahan se, is zameen se, aasman se rok na sakenge ab yeh Mohabbatein.

15. Maaf ki jiyega sir, par jahaan se main dekh raha hoon aap haar gaye…Kyunki jahaan se mein dekh raha hoon, mujhe ek 55 saal ka baap apni ek 19 saal ki beti ki phool chadi tasvir ke niche khada dikh raha hai.

16. Parampara, Pratishtha, Anushasan. Yeh is gurukul ke teen stambh hai. Yeh woh aadarsh hain jinse hum aapka aane waala kal banaate hain.

Which of these dialogues from Mohabbatein is your favorite?

You might also like
 
buy metronidazole online