20 Best Gangs Of Wasseypur Dialogues That Make It A ‘Cult’

   

Anurag Kashyap’s Gangs of Wasseypur is one of the most critically acclaimed and loved movies of the last decade. A movie with a cult following, Gangs of Wasseypur has been a favorite of movie enthusiasts because of its powerful performances, unique music, bold content, a strong script, and great dialogues. Gangs of Wasseypur dialogues have a cult following of their own and have been the subject of several social media communities, memes, posts, and pop culture.

   

Dialogues such as ‘Tumse Na Ho Payega’ and ‘Keh Ke Lenge’ have become a part of everyday conversations in Hindi. From Sardar Khan and Ramadhir Singh to Faizal Khan and Nasir Ahmed, the characters of this cult classic deliver extremely strong and powerful dialogues over the course of the two parts of this movie.

We bring you some of the most powerful and memorable Gangs of Wasseypur dialogues:

1. “Insaan jo hai bas do nasal k hote hain: ek hote hai Harami aur doosre bewakoof.”

2. “Jaise loha lohe ko katata hai waise Chutiya hi chutiya ko marega na.”

3. “Beta…Tumse na ho payega!”

4. “Hindustan Me jab tak Cinema hai log chutiye bante rahenge.”

5. “Us harami ko Mitana Hai Hamein, Goli Nahin marenge, Keh ke Lenge uski.”

6. “Khana khao, Taqat aayega… Bahar jaake beizzati mat karana.”

7. “Hazrat…Hazrat..Hazrat…
Wasseypur ki ladki ko aghva kar liya gaya hai.
Agar teen ghante me lautayi nahi gai to poore ilaake me itne bomb marenge ki sab dhuan dhuan ho jaega. Aur Ramadhir Singh ke purey Khandan se Randi ka naach nachayenge.”

8. “Ye Wasseypur Hai, Yahan Kabutar bhi ek pankh se udta hai, Doosre pankh se apna izzat bachata hai.”

9. “Aad chahe jitna bhi bada ho jaye.. laad ke neeche hi rahta hai.”

10. “Tumhein yaad kar kar ke, haath dukh gaya hamara.”

   

11. “Baap ka, Dada ka, Bhai ka. Sabka badla lega re, tera Faizal.”

12. “Ye sab achha thodi na lagta hai, Aapko permission leni chahiye na? Aapko laga ki matlab jo marzi, Haath laga lenge humko?”

13. Faizal: Picture chalein?
Mohasina: Haath Pakdoge tum?
Faizal: Maa kasam nahi pakdunga…
Mohasina: Godi mein popcorn girega, to dhoondoge nahi andhere mein?
Faizal: Maa kasam nahi dhoondenge…
Mohasina: Sat ke baithoge?
Faizal: Maa kasam nahi satunga..
Mohasina: To apni amma ko saath le jao na, hamara kya jaroorat hai.”

14. “Hum to sochte the ki Sanjeev Kumar ke ghar mein Bachchan paida hue hain. Lekin jab aankh khuli to dekha ki hum Shashi Kapoor hain.”

15. “Ek hi to jaan hai… ya to Allah lega ya Mauhalla lega.”

16. “Kabhi chahane se hum zindagi dete hain aur kabhi bhool se…lekin maut hamesha hamari khud ki chuk se hoti hai.”

17. “Muh se taar daal ke, Gaand se nikaal ke agar iss plot pe Patang nahi udaai toh hamara naam nahi.”

18. “Hum Ganja peete hain, Charas lete hain, Do-chaar murder kiye hain…Jail bhi gaye hain, Tum bhi ka-ka ki ho, bata do.”

19. “Sardar Khan Naam hai Hamara… Bata Dijiyega.”

20. “Hamara naam hai Perpendicular. Faizal Khan hamare bade bhai hain. Hum aapka dukan lootne aye hain.”

These iconic Gangs of Wasseypur dialogues are cherished even now, years after the release of this movie. Which one is your favorite?

You might also like
 
buy metronidazole online