20 Nida Fazli Shayaris That Are Deep and Meaningful

   

Nida Fazli was born in Delhi, India, on October 12, 1938. He was a poet, novelist, playwright, screenwriter, lyricist, writer, and author of Indian descent. He was raised in Gwalior, where he received his education. In 1958, he graduated from Gwalior College with a bachelor’s degree. He moved to Mumbai in quest of work in 1964. His distinct poetic style, on the other hand, caught the attention of filmmakers as well as Urdu and Hindi literature writers. He wrote in Dharmayug and Blitz at the beginning of his career. His literary manner drew the attention of Hindi and Urdu writers as well as filmmakers. ‘Aa bhi jaa’ (Sur), ‘Tu is tarah se meri Zindagi Mein’ (Aap To Aise Na The), and ‘Hosh waalon ko Khabar Kya’ are some of his well-known film songs (Sarfarosh). Today we have a collection of 20 Beautiful Nida Fazli Shayaris

Nida Fazli strives to express all of your heartfelt emotions, from interpersonal relationships to politics to the daily struggles of human life, from realism to optimism; all of these diverse emotions are the hallmarks of his deeply moving poems. In 2013, the Indian government honored him with the Padma Shri award for his contributions to literature. Here is a collection of 20 Beautiful Nida Fazli Shayaris.

Also Read: 15 Jaun Elia Shayaris That’ll Simply Touch Your Heart!

1. Har aadmi mein hote hain das bees aadmi, Jisko bhi dekhna toh kai baar dekhna.

2. Dhoop mein niklo ghataaon mein naha kar dekho, Zindagi kya hai kitaabon ko hata kar dekho.

3. Ek mehfil mein kayi mehfilein hoti hain sharik,  Jisko bhi paas se dekhoge akela hoga.

4. Dil mein na ho jurrat to mohabbat nahi milti, Khairat mein itni badi daulat nahi milti.

5. Kuch bhi bacha na kehne ko har baat ho gayi, Aao kahin sharab putron raat ho gayi.

6. Jitni buri kahi jati hai utni buri nahi hai ye duniya, Bachchon ke school mein shayad tumse nahi mili hai duniya.

7. Har taraf bhaagte daudte raaste, Har taraf aadmi ka shikaar aadmi.

8. Itna sach bol ki hothon ka tabassum na bujhe,  Roshni khatm na kar aage andhera hoga.

9. Har ek baat ko chup chap kyun suna jae, Kabhi toh hausla karke nahin kaha jae.

10. Naqsha utha ke koi naya sheher dhundhiye,  Iss sheher mein toh sab se mulaqaat ho gayi.

   

11. Bachchon ke chhote haathon ko chaand sitaare chhune do, Chaar kitaabein padh kar ye bhi hum jaise ho jaenge.

12. Koshish Bhi Kar ummeed Bhi rakh rasta bhi Chun, Phir iske baad Thoda muqaddar talaash kar.

13. Yahi hai zindagi kuch khwaab chand umeedein, Inhi khilaunon se tum bhi behel sako toh chalo.

14. Kuch log yunhi sheher mein humse bhi khafa hain, Har ek se apni bhi tabiyat nahi milti.

15. Duniya jise kehte hain jaadu ko khilauna hai, Mil jae toh mitti hai, kho jae toh sona hai.

16. Safar mein dhup toh hogi, jo chal sako toh chalo, Sabhi hain bheed mein tum bhi nikal sako toh chalo.

17. Benaam sa ye dard thehar kyun nahi jata, Jo beet gaya hai wo guzar kyun nahi jata.

18. Badla na apne aap ko jo the wahi rahe, Milte rahe sabhi se magar ajnabee rahe.

19. Kuch tabiyat hi mili thi aisi chain se jeene ki surat na hui, Jisko chaha use apna na sake jo mila usse mohabbat na hui.

20. Yahan kisiko koi rasta nahin deta, Mujhe gira ke agar tum sambhal sako toh chalo.

Did you like our collection of Nida Fazli Shayaris? Comment below to tell us your favorite one!

You might also like
 
buy metronidazole online