31 Best Dialogues From Sapne Vs Everyone Series by TVF

   

It does not take much to dream, but you have to break a sweat, cry, laugh, fall, and get back up again to fulfill your dreams. That’s what the new TVF series, ‘Sapne Vs Everyone,’ is all about. The question that arises is, are dreams enough to lead like a successful human being? Well, what about having morals, good relations, and a happy life? All these and a lot more questions will arise in your mind when you watch two obsessive dreamers butting heads to become bigger and more successful in life. The series is available on YouTube, so we can all get access to it easily. Take a sneak peek at these powerful dialogues from Sapne Vs Everyone by TVF.

Also Read: 23 Dialogues From TVF Aspirants That Will Inspire You

1. A reminder to all of us…
“Ye dekh ye dekh ghus raha hai tere andar dream pishaach niakl ise.”

2. That’s a sad reality of life…
“Prashant ji purana sapna sarvashreshth abhineta banne ka sapna chodhna padega.”

3. We are social animals, but also one with empathy…right?
“Jungle hai ye abhi bhi choice bas hai ki bhali ban ke kha jao ya khargosh ban ke kha jao.”

4. The greed of humans is never-ending…
“Doosre ki zindagi chahe jhand ho jaye doosra mar jaye chaahe…hume humara faida milta rahe.”

5. That’s what an arrogant man once said…
“Tu hai kaun kide tere jaise na mere do saal ke pote ki tatti dhote hai mere ghar aake.”

6. The dream makers or dream killers?
“Aapko pata hai mere aas paas bhi ek tarah ke tam pishaach ghumte hai inhe kehte hai dream pishaach.”

7. Money, money, and lots of money…makes you happy?
“Tujhe kya chahiye? 

Paisa behisaab beshumaar.”

8. Being a good human being also makes you successful in life…
“Yahan tha ek saccha aadmi, accha aadmi bachi thi jisme sharafat thodi.”

9. The pain of broken dreams…
“Aaj mere kuch saathi maar diye gaye ya maar diye jayenge..par unke marne se pehle unhe unke mare hue sapne nazar aayenge.”

10. Standing up is also a necessity in life…
“Aapko lagta hai yeh darke nahi mudega? Mein dikhata hoon aapko asliyat kaun bahadur kaun bhagoda.

Samarth ji bahaduri sirf hath uthane mein nahi hai.

Pandit ji bahaduri bas hath uthane mein nahi hai par jo sahi time pe haath na utha paaye woh bhi bahadur nahi hai.”

11. Keep reminding yourself of your dreams…
“Har din kisi na kisi ko ye roz batayenge ki aap bade hokar kya banna chahte hai mummy ko papa ko bhai, behen, friends…aur yeh sun ke irritate ho jayen then toh your dog, to your cat, ya best of all khud ko.”

12. That’s the line everyone needs to hear…
“Beta, ek baap ko sabse zyada ghamand apni aulad se aata hai, sabse zyada ghamand apni aulad ki wajah se hi aata hai.”

13. Drunk on power and money? Harmful for you heatlth…
“Farak hai bhai paisa kamane mein or ameer hone mein, paisa hona jaise cigerette peena mazedaar hai, par jaise kuch cigarette peene walon ko cancer ho jata hai, kuch paise wale ameer ho jate hai aur bhai ye na cancer se bhi buri bimari hai.”

14. An eye for an eye…
“Woh thappad tune hi maare the na jo mere baap ko pade the, par mera ek ek thappad padega jisko, mama kaan se leke g**d tak dard-e-disco.”

15. Best revenge plan!
“Pata hai kisi middle class lower middle class insaan se badla lena ho toh kya karna chahiye? Usko na ameero ke mohalle mein chodh do rehne ke liye, bhai uski aatma hi mar jayegi.”

   

16. Many innocent young people got hope…
“Kaabil bano aur success jhak marke piche ayegi, bhen**d diya kisi writer ne black coffee peete peete, AC rrom mein beth ke, A** khujate hue. Maan liya cute cute bhole bhale ladke ladkiyon ne.”

17. The one who deserved less got all the claps?
“Asli mein pata hai kya hota hai? Talented insaan jaa raha hota hai trophy lene peeche se aata hai usse aadhe se bhi kam talented, woh is talented insaan ke muh pe 2 joote marta hai aur bolta hai side mein khada ho dekh raha hai mein trophy lene ja raha hoon.”

18. Talent should be the real currency in every industry…
“Bhai, jahan se mein aata hoon na kalakaar ki duniya, wahan nahi chalta tera paisa, wahan talent is the currency.”

19. Office bullying is a real thing in the corporate world…
“Main raat ko sone jata hu toh nind nahi aati kayi baar, dimaag mein ghumta rehta hai saara din jo hua aaj office mein…kisne kitni baar, maaf kijiyega, ch****a bola aur kal phir kis baat pe baizati karenge.”

20. The lines are great but the gun…
“Mehenge le liye kapde, joote, gaadi se hopping inki ho nahi rahi khatam…par phir bhi reh gaye fattu ye saare ke saare, kisi maal mein mila hi nahi g***d ka dum.”

21. Declare him the Sales God already!
“Mein kon hu, din-dahade aane wala daaku, lootun bina glock, bina stick, bina chaku selling houses so fast bitch…they say I’ve got a cheat code rabbit ne fast kiya rap you gave him that name, mein fast karun sales, so call me sales God.”

22. Was his dream to get up in life or curse the richie-rich?
“Mein kehta hoon, F*uck you. Apne daddy ji  ki gaadi mein mummy ji se pocket money leke…chaar angrezi gaane raat ke do baar

23. That’s a sad reality of the world we live in…
“Saare B****e mujhse sadte hum aage badhte kaam karke, yeh kheenche piche badnaam karke…par yeh jo naach rahe the mere sar pe, ab sar dabayenge, sir sir yeh karke.”

24. Believe in magic and than work on it to make it a reality!
“Zindagi bhar kiya intezaar hoga mere saath bhi kuch chamatkaar. Par zindagi ka meri kuch na bana, mein khatkhatata raha, kismat meri karti rahi mana par chamatkar hua tab, jab jadugar main khud bana.”

25. Rise above those dreams and wake up!
“Umar bhar agar khayaali bhooton se agar mein na darta. Khuda mein kya zor se darta, khuda mein kya chain se jeeta.”

26. Maan jao Pandit ji…
“Pandit ji agar meri mummy ek bhi baar mujhe stage pe perform karte hue nahi dekh payi, toh yeh sab bekar hai mere liye.”

27. Thappad se nahi pyaar se darr…
“Ab darr ghav se nahi, lagaav se lagta hai.”

28. That’s what hope sounds like when you are at the rock bottom…
“Main kya daru apni naakami se? Khuda na meri kamyabi bilkul mere hero ki tarah tay hogi.”

29. Don’t allow anyone else to hold the pen…
“Kahani tumhari hai. Ho sake toh kamaal likhna.”

30. Kabil banna mushkil hai…lekin mumkin hai!
“Chori karna aasaan hai, cheenna aur bhi aasaan hai. Par kaabil banna bohot mushkil.”

31. Is that so?
“Mard ki zubaan palati nahi hai meri jaan.”

So, now will you go and watch the series after reading all the 31 best dialogues from Sapne Vs Everyone? Happy Watching!

You might also like
 
buy metronidazole online