17 Best Dialogues from Pakistani Dramas That Will Steal Your Heart
Pakistani dramas, even when slow-paced, rarely bore with their captivating romance, compelling plots, and realistic portrayal of social issues. They’re distinguished by their captivating cinematography, strong scripts, talented actors, and all the elements that keep audiences engrossed. There are some best dialogues from Pakistani dramas that are so evergreen that you can never forget them!
Also Read: 20 Best Dialogues Of Ertugrul Ghazi That Are Winning Everyone’s Heart
These Pakistani shows have gained global acclaim for their strong emotional appeal, making them relatable to people everywhere, including Indians. If you’re a fan of renowned actors like Mahira Khan, Fawad Khan, and Ali Zafar, you’ve likely encountered these shows. Fan favorites like “Zindagi Gulzar Hai” (IMDb 8.9) and “Sadqay Tumhare” (IMDb 7.4) stand out. Now, let’s explore the finest dialogues from Pakistani dramas.
1. All about Mohabbat…
“Mohabbat mein Ilham na ho tu.. fittay mun mohabbat ka”- Sadqay Tumhare
2. Love is a priceless treasure…
“Dil Ki Saari Baatein Dil Walon Ke Pass Amanat Hoti Hain Aur Who Amanat Mein Khayanat Nahi Kya Karte .”- Pyare Afzal
3. The most beautiful explanation of why life is like a garden full of roses…
“Zindagi Bahut Si Ajeeb Baaton Ka Ek Majmuan Hai. Ajeeb Baatein, Itefaqat, Maujaze. Baaz Dafa Samajh Nahi Aati, Agar Isko Ek Jumle Mein Define Karna Pare, To Woh Kya Hoga? Zindagi Gulzar Hai. Jaise Zaroon Usko Kahta Hai.” – Zindagi Gulzar Hai
4. Don’t love and lie…
“Jis Shakhs Ne Zindagi Mein Ek Bar Mohabbat Ki Ho Aur Koi Ussay Pooche Ke Yaad Ati Hai Aur Woh Kahe Ke Nahi To Us Se Bara Jhootha Is Duniya Main Nahi Ho Sakta.” -Meri Zaat Zarae Benishan
5. Religion is more important than you think…
“Yeh Mazhab Paani Ki Bottle Nahi Hai, Jo Pyas Lagi To Pyas Bujhane Ke Liye Chand Ghoont Pi Liya.” -Main Abdul Qadir Hoon
6. Over-passionate about something is harmful…
“Duniya Ka Koi Bhi Jazba Jab Hadd Se Aage Barh Jaye To Nuksaan Deta Hai, Chaahe Wo Mohabbat Hi Kyun Na Ho.” -Behadd
7. Love makes one humble and wise, not otherwise!
“Mohabbat Sey Ajazi Seekh, Gharoor Na Seekh. Khuda Ki Taraf Dekh, Khala Ki Taraf Naa Dekh.” -Sadqe Tumhare
8. Mil jayega ek din…
“Baat Ye Nahi Hai Keh Zindagi Guzarnay Kay Liye Koi Nahi Milta, Mil Jata Hai. Masla Sirf Yeh Hai Keh Jo Dil Mangta Hai Wo Nahi Milta.” -Man-o-Salwa
9. Being straightforward sounds like this…
“Shaukat – Pata Hai Jo Aurten Apne Shohar Ka Khayal Nae Rakhten Wo Jahannum Me Jaengi
Farida – Or Jo Mard Apni Biwi Ka Khayal Nae Rakhte Wo Kahan Jaenge?” – Digest Writer
10. A very difficult question…
“Abbi? Agar Koi Insan Koi Ghalti Kare Or Allah Se Muafi Mange To Kya Wo Muaf Kerdete Hain? Han Beta. To Jab Allah Muaf Kersakta Hai To Bande Kyun Nae? Wo Kyun Humen Baar Baar Humare Gunah Yaad Dilate Hain.” -Yakeen Ka Safar
11. Not written anywhere!
“Ye Kahan Likha Hai Ke Mard He Mash’hoor Hosakte Hain Aurten Nae?” – Baaghi
12. When you don’t give up easily…
“Main Victim Nahi, Main Survivor Hoon. Main Beychari Nahi Banoo Gee, Main Apne Mujrim Ko Sazaa Dilwaoon Gee. Sharm Mujhai Nahi Ussay Karnee Chahiye.” – Udaari
13. The best way to propose your love!
“Kabhi kabaar mujhe lagta hai jaise tum mujhe kisi neki ke badle mil gayi ho, kisi sachchi dil se nikli dua ke badle” – Humsafar
14. Tareef karne ka sahi tareeka!
“Tum bahut achchi lag rahi thi Khirad, balki itni achchi lag rahi thi ki mujhe dar lag raha tha ki meri hi nazar na lag jaaye.” -Humsafar
15. Heartbreaks are not easy to heal…
“Pata hai yeh goli mujhe pheli baar nahi lagi aik goli mujhe Hyderabad mein bhi lagi thi dil ko cheerkar nikal gai thi mene khud operation kiya tha khud taanke lagai thay magar toota hua dil zayada solid nahi hota sirf zinda rakhne ke liye kaam ata hai.” -Pyaare Afzal
16. Having a real conversation…
“Kya muhabbat main bewafai karna zaruri hai, hum Bichar Bhi tou saktey hain..” – Pyaare Afzal
17. No need!
“Jo cheez apni ho usy dua mein kyn mango?” – Dastaan
These were the most unforgettable dialogues from Pakistani dramas, where emotions transcend borders.